Pariyo ki dastan jo sunata,
Unhe dilchasp kuch nazar na aata,
Ek pari ko pari se kya wasta,
Meri ankho se jab main dasta sunata
Tarifo ke kayal kai jhund beshumar hai,
Unhe tareefo me matlab hi nazar aata,
Ek pari ko pari se kya wasta,
Meri ankho se jab main dasta sunata...
No comments:
Post a Comment